Samandar

Samandar moj mein hota hai,
to kinaaron pe pair choom ke lot jaata hai,
samandar ufaan pe aata hai,
saara shehar dubo ke bhi chain naa paata hai.