Ye saja aur bhi zaada hai

Ye saja to hai ke
duniyaa mein kisi ka
koi apna nahin hai,
par mere khyaal hai
ye saja aur bhi zaada hai,
ke apne hain to duniyaa mein
par use koi maanta nahin hai.