Agar koi kahe samandar hai bas itna sa hi

Lehron kaa aana aur
aa kar ke wapais chale jaana,
agar koi kahe ke samandar
hai bas itna saa hi,
to mein ye kahoonga
ya to usne theek se deekha nahin,
ya uske paas dekhne ki nazar nahin.