Mujhe aaj kal log ishq ka peer kehte hain,
ranjha ranjha nahin saare heer kehte hain,
humne jo paa liaa jo mukaam ishq mein,
log hum se ab is safar ke mashware lete hain.
----------------
Haalat e dil kuch dino se ajab si ho gayi hai,
gair ab yahan koi lagta hi nahin hai,
dard kisi ka bhi duniaa mein dekha nahin jaata,
dushman ko bhi khaali haath lota nahin paata,
gamm sab ke mere hisse mein aa jaaye,
khushi meri auron ke rabb se yahin duaae,
aur kya sochein kaun accha kaun bura hai,
Zarre zarre mein lagta ab to khuda hai.
-----------------
Mohabbatein duniaa mein yoon nibhaa,
usi se katal hoke usi ka haal puchta jaa.