Usne umar bhar logon ka kiya,
Jo chod gaye the
mushqil halaaton mein saath uska,
usne bure waqt mein,
unke liye bhi tan man waar diyaa,
Jo chod gaye the
mushqil halaaton mein saath uska,
usne bure waqt mein,
unke liye bhi tan man waar diyaa,
usko koi bhi mila raste mein,
dushman chaahe dost,
usne kabhi fark nahin kiya,
sabke liye usne duaaein maange,
hass ke sabko sajjda kiya,
usne kabhi kise se
kuch maanga nahin,
apne haqq ka bhi ultaa,
usne jaroorat mando ke,
paaon mein haste haste
mohabbat se rakh diya,
aur jab log apne gunaaho
pe parda daalne ke liye
use patthar maarte the,
sooli pe chdaathe the,
aakhiri saanson mein
duaaon ke phoolon se
usne unka daaman bhar diya,
Usko log duniyaa mein aaj
khudaa aise hi nahin maante,
usne apni zindgi ke har pal
roshni baanti aur har andhere
ko apni rooh mein samet liya.
dushman chaahe dost,
usne kabhi fark nahin kiya,
sabke liye usne duaaein maange,
hass ke sabko sajjda kiya,
usne kabhi kise se
kuch maanga nahin,
apne haqq ka bhi ultaa,
usne jaroorat mando ke,
paaon mein haste haste
mohabbat se rakh diya,
aur jab log apne gunaaho
pe parda daalne ke liye
use patthar maarte the,
sooli pe chdaathe the,
aakhiri saanson mein
duaaon ke phoolon se
usne unka daaman bhar diya,
Usko log duniyaa mein aaj
khudaa aise hi nahin maante,
usne apni zindgi ke har pal
roshni baanti aur har andhere
ko apni rooh mein samet liya.
No comments:
Post a Comment