Main aasman mein roj chand ko dekhta thaa,
har sitaara use chahata thaa,
har sitaara use apnaa bnaana chaahta thaa,
har sitaara uska hona chaahta thaa,
har sitaara use chahata thaa,
har sitaara use apnaa bnaana chaahta thaa,
har sitaara uska hona chaahta thaa,
mujhe bhi acha lagta thaa,
par maine kabhi chaaha
nahin ke wo mera ho,
mujhe to ikk shajar chaahiye thaa,
jo dhoop mein thodi se chaaon de sake,
jo baarishon mein kuch der ke liye mujhe dhak sake,
jo aandhiyon mein mera haath thaam sake,
mujhe ikk shajar mil gaya hai,
ab zindagi mein sukoon hai.

No comments:
Post a Comment