Aaj us aine mein sab cheehra dekhna chahate hain, jo barson pehle chakna choor kar dia thaa patthar maar maar ke.
zindgi ki is baagh daud mein, chalo kuch to acchi baat hai
zindgi ki is baagh daud mein,
chalo kuch to acchi baat hai,
chand dino mein
hum bhi tumhein bhool jayenge,
tum bhi hamein bhool jaoge,
na ham tumhein yaad aayenge,
na tum hamein yaad aaoge,
na ham tumhein stayenge,
na tum hamein staaoge,
na ham tumhein rulaayenge,
na tum hamein rulaoge,
ham kahin masroof ho jaayenge,
tum kahin masroof ho jaaoge,
hum tumhaare liye ek yaad ban jaayenge,
tum hmaare liye ek yaad ban jaaoge,
zindgi ki is baagh daud mein,
chalo kuch to acchi baat hai...
chalo kuch to acchi baat hai,
chand dino mein
hum bhi tumhein bhool jayenge,
tum bhi hamein bhool jaoge,
na ham tumhein yaad aayenge,
na tum hamein yaad aaoge,
na ham tumhein stayenge,
na tum hamein staaoge,
na ham tumhein rulaayenge,
na tum hamein rulaoge,
ham kahin masroof ho jaayenge,
tum kahin masroof ho jaaoge,
hum tumhaare liye ek yaad ban jaayenge,
tum hmaare liye ek yaad ban jaaoge,
zindgi ki is baagh daud mein,
chalo kuch to acchi baat hai...
Work upon future, and your time shall come
Work upon future,
and your time shall come,
keep on clinging to the past,
by the times tide you will be done.
and your time shall come,
keep on clinging to the past,
by the times tide you will be done.
Dosti mein dikhaave ke kaam naa milaa
Dosti mein dikhaave ke kaam naa milaa,
ye duniaadaari jaati hai har cheez ko khaa,
aa rakhein mehfoos isse apna ye dil ka rishta.
ye duniaadaari jaati hai har cheez ko khaa,
aa rakhein mehfoos isse apna ye dil ka rishta.
Unki sabse jaada yaad kyon na aaye
Unki sabse jaada
yaad kyon na aaye,
unpe dil sabse jaada dil
moh kyon na barsaaye,
unki tarah aur koi meri
fikar bhi to nahin karta,
unki tarah aur koi mera
khyaal bhi to nahin rakhta.
yaad kyon na aaye,
unpe dil sabse jaada dil
moh kyon na barsaaye,
unki tarah aur koi meri
fikar bhi to nahin karta,
unki tarah aur koi mera
khyaal bhi to nahin rakhta.
Tabhi kamal prathishta ka sundar khilega
Khol khol ke bacchon ko dekhne do
ghar ka saara saman puraana,
daal lene do aadat inko kuch
se kuch ka kuch hai kaise bnaana,
yahin se seekhenge ye bade hoke
ke dunia kaise badalni hai,
maine ithaas pada hai khojkaaron ka,
jeevit jigyaasa hi un ki janni hai,
matt inke tum aaj aaadhe aao,
matt inke tum raah mein rode atkaao,
chapal buddhi se kya kya karta baalak,
bas harsh aur ullas se dekhte jaao,
matt socho ke gyaan seemat hai,
jo school college mein hi milega,
Is beej ko lene do ye bhi dhoop pani,
tabhi kamal prathishta ka sundar khilega.

Vigyaan mera dharam
Koi dharam ho koi mazhab ho,
sab mein kuch baatein btaa di jaati hain,
agar koi baat pooch lo,
agar koi swaal pooch lo,
na farmaani ki takhti gale mein latkaa di jaati hai,
bauhat dekha bauht saha,
phir aakhir jhunjhlaakar maine
use hi dharam bnaa liya,
jis mein kehte hain khoob socho,
Jis mein kehte hain khoob poocho,
nahin sahi lagta to mat maano,
paigambar galat ho sakte hain,
aur agar tum kuch batlaaoge nayi raah to sab us par chal sakte hain,
granth badal sakte hain,
Kitna accha majhab mera ye,
jis mein sacch badal sakte hain,
naye waqt ke saath nayi raah ghad sakte hain,
meri jeevan dhanya huaa jo mujhe iska saath huaa,
he Vigyaan main to tera daas hua.

Meri dosti ko ye soch ke kabhi gaali mat dena
Meri dosti ko ye soch ke kabhi gaali mat dena,
ke kuch paane ke liye tumhein kuch de raha hoon.
ke kuch paane ke liye tumhein kuch de raha hoon.
52" TV
ਉਹ ਛੱਡੋ ਕਹਿੰਦਾ ਬਾਊ ਜੀ ਤੁਸੀਂ ਕੀਹਦੇ ਕੋਲੇ ਖੜ ਗਏ ਓ,
ਇਹਨੂੰ ਕੀ ਪਤਾ ਕੀਹਨੂੰ ਕਿਹੜਾ ਸੌਦਾ ਦੇਣਾ,
ਤੁਸੀਂ ਮੇਰੀ ਸੁਣੋ ਗੱਲ ਇਹਦੇ ਨਾਲ ਐਵੇਂ ਟੈਮ ਖਰਾਬ ਪਏ ਕਰਦੇ ਓ!
ਥੋੜੇ ਜਿਹੇ ਵਡੇ ਬੰਦਿਆਂ ਦੇ ਘਰ ਐਵੇਂ ਨਿੱਕੀ ਮੋਟੀ ਚੀਜ਼ ਸੋਹਣੀ ਲੱਗਦੀ ਆ,
ਵੱਡੀ ਥੋੜੀ ਕੋਠੀ ਬਾਊ ਜੀ ਵੀਹ ਮਰਲੇ ਦੀ LED 24" ਦਾ ਭਲਾਂ ਓਥੇ ਕੰਮ ਕੀ ਆ,
ਥੋਡੇ ਜਿਹੇ ਕੋਠੀ ਵਾਲਿਆਂ ਦੀ ਟੋਹਰ ਵਾਸਤੇ ਘੱਟੋਂ ਘੱਟ 52" ਸਕਰੀਨ ਚਾਹੀਦੀ ਆ!
ਤੇ ਸਕਰੀਨ ਦੇਖੋ ਬਾਊ ਜੀ ਦੇਖ ਕੇ ਕਾਲਜੇ ਚ ਠੰਡ ਪੈਂਦੀ ਆ,
ਪੰਜੇ ਉਂਗਲਾਂ ਦਿਖਦਿਆਂ ਨੇ ਛਪੀਆਂ ਅਮ੍ਰੀਸ਼ ਪੁਰੀ ਦੇ ਸੰਨੀ ਦਿਓਲ ਦੀ ਜਦੋਂ ਓਹਦੇ ਚੰਡ ਪੈਂਦੀ ਆ,
ਤੇ ਸਵਾਦ ਇਹਦੇ ਤੇ ਵੱਖਰਾ ਈ ਦੇਖਣ ਦਾ ਮਲੀਨਗੇ ਦੀ ਜਦੋਂ India ਦੇ ਮੈਚ ਚ ਝੰਡ ਲੈਂਦੀ ਆ!
ਤੇ ਬੱਚਿਆਂ ਨੂੰ ਸਹੀ ਦੁਨੀਆ ਦੀ ਪਤਾ ਹੀ ਇਸ ਤੋਂ ਲਗਦਾ,
ਛੋਟੀ ਸਕਰੀਨ ਤੇ ਤਾਂ ਸ਼ੇਰ ਵੀ ਐਵੇਂ ਕਤੂਰੇ ਵਰਗਾ ਲਗਦਾ,
ਸ਼ੇਰ ਕਿਹੰਦੇ ਕੀਹਨੂੰ ਨੂੰ ਇਹਦੇ ਤੇ ਦੇਖ ਲਏ ਸਾਰੀ ਉਮਰ ਗ਼ਲਤ ਨੀ ਦੱਸਦਾ!
ਤੇ ਮੰਡੀਆਂ ਦੇ ਭਾਅ, ਸ਼ੇਰ ਮਾਰਕੀਟ ਦੇ ਉਤਾਰ ਚੜਾਅ ਜਿਥੋਂ ਮਰਜ਼ੀ ਖੜ ਕੇ ਦੇਖ ਲਓ,
ਇੱਕ ਵਾਰੀ ਲੱਗ ਜਾਣ ਜਾਣ ਐਨਕਾਂ ਫੇਰ ਨਹੀਓ ਲਹੰਦੀਆਂ ਅੱਖਾਂ ਤੇ ਵੀ ਜੋਰ ਕੋਈ ਨਹੀਓਂ,
ਬਾਕੀ ਮੈਂ ਕੀ ਦੱਸਾਂ ਮੁੱਲ ਜੀ ਅੱਖਾਂ ਦਾ ਤੁਸੀਂ ਤਾਂ ਆਪ ਬੁਹਤ ਸਿਆਣੇ ਓ!
ਤੇ ਭੈਣ ਜੀ ਦੀ ਵੀ ਮੈਂ ਕਿਹਨਾਂ ਦਿਲ ਦਾ ਚਾਅ ਤੁਸੀਂ ਲਾ ਦਿਓ,
ਬਾਬਾ ਰਾਮਦੇਵ ਘਰੇ ਹੀ ਸਾਖਸ਼ਾਤ ਓਹਨਾ ਨੂੰ ਵਖਾ ਦਿਓ,
ਤੰਦਰੁਸਤ ਰੱਖੇ ਰੱਖਣ ਵਾਲਾ ਸਭ ਨੂੰ ਸਹਿਤ ਓਹਨਾ ਦੀ ਚ ਦੋ ਪੈਸੇ ਤੁਸੀਂ ਵੀ ਪਾ ਦਿਓ!
ਜੇ ਕਹੋਂ ਹੋਰ ਤਾਂ ਹੋਰ ਤੁਹਾਨੂੰ ਮੈਂ ਦੱਸਾਂ, ਇਹਦੇ ਤਾਂ ਫਾਇਦੇ ਨੇ ਲੱਖਾਂ,
ਮੇਰਾ ਤਾਂ ਆਵਦਾ ਬੜਾ ਜੀ ਕਰਦਾ ਏ ਲੈਣ ਦਾ ਪਰ ਕੋ ਕਰਾਂ ਹੱਥ ਨਹੀਂ ਅੜਦਾ,
ਪਰ ਮੈਂ ਕਿਹਾ ਬਾਊ ਜੀ ਨੂੰ ਸਹੀ ਚੀਜ਼ ਬਾਰੇ ਦੱਸੇ ਬਿਨਾਂ ਮੈਂ ਰਹਿ ਨਹੀਓਂ ਸਕਦਾ!
ਤੇ ਬਹੁਤਾ ਹੁਣ ਸੋਚੋ ਨਾ ਬਾਊ ਜੀ, ਗੱਲ ਸੋਚਣ ਵਾਲੀ ਇਹਦੇ ਚ ਕੋਈ ਹੈ ਹੀ ਨਹੀਂ,
ਇੱਕ ਵਾਰੀ ਇਹਨੂੰ ਲੈ ਜੋ ਮੁੜਕੇ ਤੁਸੀਂ ਆਪ ਹੀ ਆਕੇ ਕਹਿਣਾ ਬੀ ਕਾਲਾ ਕਿਹੰਦਾ ਸੀ ਸਹੀ,
ਚੀਜ਼ ਹੈ ਤਾਂ ਬੱਸ ਇਹੀਓ ਹੈ, ਹੋਰ ਇਹਦੇ ਵਰਗੀ ਕੋਈ ਚੀਜ਼ ਨਹੀਂ!
Saari zindgi aivein mittian ch rol ditti
Saari zindgi aivein mittian ch rol ditti,
na bol tere mooh de pugaaye,
na aapne dil di kitti.
na bol tere mooh de pugaaye,
na aapne dil di kitti.
Scientists
Science is the new religion
and scientists are it's saints,
Let's start all over again and
in this colour the world we paint.
and scientists are it's saints,
Let's start all over again and
in this colour the world we paint.
अब मैं कहीं किसी को दिल न दूंगा
अब मैं कहीं किसी को दिल न दूंगा,
मोहब्बत मिलेगी तो चाहत लौटाऊंगा,
कोई मेरे से ये न पूछे के वो फ़क़ीर कहाँ गया,
जो कहता था खुद को जला के भी जहां रोशन करूंगा।
Ikk katra jo use chaahiye thaa bus wo hi naa mila
Samandar ke paas khada ikk aadmi pyaasa mar gaya,
Ikk katra jo use chaahiye thaa bus wo hi naa mila.
Ikk katra jo use chaahiye thaa bus wo hi naa mila.
Mere liye dono taraf haar hai
Tumhaare bina jee ke dikhaaon,
ya tumhaare liye mar jaaun,
mere liye dono taraf haar hai,
chaahe ab main kisi raste jaun.
ya tumhaare liye mar jaaun,
mere liye dono taraf haar hai,
chaahe ab main kisi raste jaun.
Aukaat se jaada kabhi kuch mat dena
Aukaat se jaada kabhi kuch mat dena,
uska hone ka bhi kya faayda,
jiske khone ka har waqt
dar lgaa rahe.
uska hone ka bhi kya faayda,
jiske khone ka har waqt
dar lgaa rahe.
Hum se log saari umar dukh urhaate hain
Hum se log saari umar
dukh uthaate hain,
jo ishq to karte hain,
par kahin kaabil nahin hote,
kahin keh nahin paate,
kahin thukraa die jaate hain.
dukh uthaate hain,
jo ishq to karte hain,
par kahin kaabil nahin hote,
kahin keh nahin paate,
kahin thukraa die jaate hain.
Close friends and siblings
To Friends,
Very close friends and siblings are often alike,
all they differ is in how long they have been with you in time.
both share your pain and pray for your happiness,
both constantly for your company ache and pine.
both hold your hand to take you through in need,
both follow your lead when they know it's time.
both forgive your sloppiness and silly mistakes,
both can read your eyes and what is in your mind.
both know that the connection forever is true,
both are thankful for the bond and feel it's divine.
blessed are those for whom my words are true,
definitely I can say that, for I have felt being with mine.
Yours truly
Sunny Mittal

Usi ki yaad aati hai jise accha bhool jaana hai
Usi ki yaad aati hai jise accha bhool jaana hai,
pyaar andha hota hai, shaayad isi liye kehta zmaana hai.
pyaar andha hota hai, shaayad isi liye kehta zmaana hai.
Ham se dardmando ko ikk khuda ka sahara thaa
Ham se dardmando ko ikk khuda ka sahara thaa,
jab se khuda hai tujhee banaya, wo bhi jaata raha.
jab se khuda hai tujhee banaya, wo bhi jaata raha.
Kaash tujhe khudaa bnaane se pehle socha hota
Kaash tujhe khudaa bnaane se pehle socha hota,
ke bas ibaadat naseeb hai bande ka,
aur use kuch haashil nahin hota.
ke bas ibaadat naseeb hai bande ka,
aur use kuch haashil nahin hota.
Jinna main tainu chaahvan, ohna koi hor naa chaahve
Written on the music of Enna Sona song of ok Jaanu movie
Ji karda e tainu jagg ton luko luko ke rakhan,
ji karda e tainu bass ikk main hi main takkan,
na koi hor tainu dekhe, naa koi hor tainu bulaave,
(jinna main tainu chaahvan, ohna koi hor naa chaahve)-2
main ikk bas tera, tu ikk bas meri ho jaavein,
tainu takkdeyan takkdeyan din chade, tainu takkdeyan shaam pai jaave,
badli chadje ishqe di, tee meenh khumaari da painda jaave,
(jinna main tainu chaahvan, ohna koi hor naa chaahve)-2
rooh meri pade bas ikk tere na da kalma,
ikk dooje de ho ke rahiye janman janman,
mainu tere to tainu mere to koi na wakh kar paave,
(jinna main tainu chaahvan, ohna koi hor naa chaahve)-2
peengh ishqe di jagg peepli te rall ke paayiye,
jhootde jhootde par is duniaan ton lang jaayiye,
main ban jaavan teri rooh, tu rooh meri ban jaavein,
(jinna main tainu chaahvan, ohna koi hor naa chaahve)-2.

That's all I need, nothing more
Sometimes we walked,
sometimes we used a bicycle,
sometimes we used a bicycle,
never ate at fancy restaurants,
same home food over and over,
who cared about the air conditioner,
slept a lot of times on floor,
yet the best place to be,
times which heart longs for,
a lit bit of affection,
that's all I need, nothing more.
same home food over and over,
who cared about the air conditioner,
slept a lot of times on floor,
yet the best place to be,
times which heart longs for,
a lit bit of affection,
that's all I need, nothing more.
जंगल के रस्ते में पाताल सी गहरी खाई
जंगल के रस्ते में पाताल सी गहरी खाई,
आज फिर चलते चलते तेरी याद आई!
तिनकों से बना घोंसला हुआ छिन्न छिन्न ,
काली घटा यूं तूफ़ान बनके लहराई !
थर थर काँपा धरती का कोना कोना,
पत्थर की दो दीवारें आपस में टकराई!
इतने तारे टूट के घिरे आसमान से,
ज़मीन पे आग की नहर निकल आई!
यूं गुजरी हम पे एक तेरी याद से,
पूरी कायनात में ही कयामत आई!
आज फिर चलते चलते तेरी याद आई!
तिनकों से बना घोंसला हुआ छिन्न छिन्न ,
काली घटा यूं तूफ़ान बनके लहराई !
थर थर काँपा धरती का कोना कोना,
पत्थर की दो दीवारें आपस में टकराई!
इतने तारे टूट के घिरे आसमान से,
ज़मीन पे आग की नहर निकल आई!
यूं गुजरी हम पे एक तेरी याद से,
पूरी कायनात में ही कयामत आई!
Fighting vs Competing
Fighting is to bring the other person down,
Competing is taking yourself to a higher ground,
understand the difference between two,
and you will know which way to go around.
Competing is taking yourself to a higher ground,
understand the difference between two,
and you will know which way to go around.
Subscribe to:
Posts (Atom)